Aunty, Naina, Jimmy
Aaj Naina kafi behtre feel kar rahi thi. Dawa bhi asar kar gayee thi. Aur naina is qabil ho gayee thi k wo ab uth baith sakay, chal phir sakay. Last do din to naina ki zindagi k sab say bhari din thay. Us ki zindagi main aisa kabhi bhi nahi hua tha aur us k liay kisi jaan leva hamlay say kam nahi tha.
Aunty aaj naina ki behtar tabeat ko daikh kar kafi acha feel kar rahi thien. Naina k pas baith kar dhair sari batain kien aur naina ka shukria bhi ada kia k us nay contract hasil karnay k liay itni bari qurbani di aur aik tarha say apni jaan pay khail kar yeh contract hasil kia.
Naina bhi man main yehi soch rahi thi k aunty nay jo bhi us k liay kia aaj us nay us ka qarz ada kar dia aur aunty ko wo kuch dila dia jo aunty chahti thi. Jimmy ko abhi tak sari baat ka pata nahi chala tha. Aur na hi yeh dono jimmy ko yeh sab batana chahti thien kiun k usay yeh sab bahot bura lagna tha aur masla ho sakta tha.
Is waqaya k baad director sab k dil main bhi naina nay aik nayee jaga bana li thi. Director sab to naina pay latoo ho chukay thay aur un ka naina ki khairiat maloom karma roz ka mamool ban gaya tha. Din main 4 ya 5 dafa naina ko call kartay aur us ki tabeat ka pata kartay aur raat main naina ki tarf chakar lagatay huay apnay ghar jatay.
Naina ki life main aik naya chapter open chukka tha. Naina bed pay baithay aisay hi apnay maazi ko yaad karnay lagi aur aik dam say sara maazi film ki tarha us kay saamnay chal para, akailay poora din ghar main hona, shaan ka raat ko ghar aana, phir jimmy aur aunty ka life main aa jana, shaan ka us say alehda ho jana, naina ka job kar laina, phir jimmy k saath sexual life ka bhi aaghaz kar laina, aur phir aunty k saath lesbian act kar k aik naya chapter open karma. Yeh sab kuch itni jaldi say hua k naina ko bhi pata nahi chala k wo kahan say kahan tak pahonch gayee hay. Usay aaj apna aap bura bhi lag raha tha coz wo ab tak 2 ghair mardon k saath sex kar chuki thi, aik to baraye naam love tha aur doosra business ko hasil karnay ka wahid rasta. But phir aik dum say sab normal lagnay laga k kia hay naina akaili hi to nahi jo aisi life guzar rahi hai yahan kayee larkian aisi hain jin k saath aisa hota hay. Yeh soch kar us nay apni ankhon kay samnay chalnay wali apni life ki film ko band kia aur kitchen main chali gayee.
Kitchen main jimmy pehlay say maujood tha jo ghaliban apnay liay tea bana raha tha.
Jimmy: Hello Naina how are you feeling now?
Naina: Very well jimmy tum sunao office say kab aye?
Jimmy: Bus yehi koi 30 min pehlay, aap so rahi thi to disturb nahi kia.
Naina: Nahi nahi main so to nahi rahi thi, wo room ka door to waisay hi band tha.
Jimmy: Oh acha, I thought k aap ki tabeat theek nahi hay do din say to aram kar rahi ho gi. Anyhow tea lain gi?
Naina: Yea sure but tez c honi chahiay. P k ang ang pharak uthay. Hahahahaha
Jimmy: Hahahaha. Phir aap gana gana, Ang Ang pharkay mera, dhak dhak karnay laga aur Naina k baazoo ko pakar lia aur naina ko ishara kia k wo song mukamal karay.
Naina: Shaan k isharay ko samajtay huay aur continue kartay huay, Sayaan bayeeaan chore na, kachi kalian tore na
Jimmy naina k kareeb aa gaya aur naina ko arms main le k song gaya: Dil say dil mil gaya, mujh say kesi yeh haya,
Aur naina k lips pay sexy c kiss kar di, aur kiss ka zore us waqt toota jab chayee ka ubaal aya aur chayee pateeli say bahir aan giri.
Dono nay pehlay tea ki tarf daikha phir apnay aap ko daikha aur zore daar awaz main hansay hahahahahahahahaha.
Zore say hansnay ki waja say naina ki gaand main aik dum dard nikal gaya aur hanstay hanstay naina ko moo say zore daar aaahhhhhhhhhhhhhhhh nikal gayeee.
Jimmy aik dum say naina ki is aah pay pareshaan ho gaya usay samaj nahi aa raha tha k aik dum say naina ko kia ho gaya.
Jimmy: Are you all right na, what happened?
Naina: Its ok, aik dum say pain utha tha pait main. Shaid zore say hansnay ki waja say.
Jimmy: Paka yehi baat hay?
Naina: Yup paka. Aur muskura di aur baat tabdeel kartay huay jimmy say boli acha ab tea to do.
Jimmy: Ok janab aur cups main daal kar aik cup khud lay lia aur aik naina ko day dia.
Jimmy ko aaj ehsaas hua k naina ki awaz singing main bhi bahot achi thi aur mauqa haath say zaya na kartay huay naina say bola:
Aray naina ji aap itna acha gaati hain aap nay pehlay bataya tak nahi????
Naina: array nahi ji main kahan acha gaati hoon?
Jimmy: Nahi nahi main nay abhi khud suna hay, kia mast awaz hay aap ki. Please aik martaba ho jaye na.
Naina: nahi nahi wo to bus aisay hi fun masti main gaa lia, mujhay nahi ganay aata.
Jimmy: Plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz na aap ko Is tea cup ki kasam. Aur ronay wali shakal bana li.
Naina: jimmy k is cute behaviour pay raazi ho gayee aur song gaana shuru kia. Kia zabardast awaz thi naina ki. Naina bus eyes band kiay huay gaana ga rahi thi. Song jaisay hi khatam hua aik dum say zore daar clapping ki awaz i.
Jimmy k saath saath aunty bhi wahan aa chuki thien.
Aunty: Wahhhhhhhhhh naina tum to kamal ki singing karti ho? Wowwwwwwwwwww amazing aur naina ko khushi say galay laga lia aur bolien. Aaj meri bachi bahot piari lag rahi hay, bahot khush aur pehlay ki tarha khilti muskurati. Keep it up.
Aur phir thori dair baad teeno ka pizzaa khanay ka man kar gaya aur phir wo bahir hi pizza khanay k liay nikal gaye.
Rastay main kayee dafa jimmy nay naina ko last time ka pizza yad karwaya jab wo pizza khanay lagay thay aur naina aur jimmy nay poori raat garm sex kia tha jis ki waja say un ki subha ki meeting miss ho gayee thi. Us baat ko yad kar k dono halka halka muskuratay rahay aur aunty bhi un ki muskurahat ko enjoy karti rahien.