Sb se pehli hidyat:
.
! ! !-Hidyat # 1. ! ! !
.
Aj kal ziada ter yeh hota hai k middle class or safaid posh tabka mein jb kisi ki shadi ki jati hai to os ko ghr ka khali kamra day dia jata hai . Aur aam tor per aisa hota hai k sath waly kamry mein bara bhai with apni wife ya ghr waly choty behn bhai reh rahy hoty hain .
Rat k sanaty mein ager ap normal awaz mein batain kerein to sath waly kamry mein awaz jati hai . Kanwari larki ki jb seal tot-ti hai to os ko dard hota hai aur os ki chekh nikal jati hai . Aur ye awaz sath k kamry waly b sun sakty hain jo k bohat galt hai . Mard aur aurat aik dosry ka labas hoty hain .
Is ka aik hal ye hai k kamry mein t.v. Ka hona bohat zarori hai . Ta k ap ki batain sath kamry waly na sun sakein .